Rail ज्ञान

Railway aur Electrical, aasaan bhasha mein

Railway technical seekhiye, khel-khel mein

RRB recruitment aur answer key se lekar OHE, TRD aur DG set tak. Sab kuch ek jagah, aasaan Hinglish mein, saath mein puzzle games.

Sections

Kya milega yahan

Ek section abhi live hai. Baaki jaldi aa rahe hain.

Abhi live · Puzzle Games

Schematic Sprint

Har circuit diagram symbols mein likha hota hai. Symbol dekhiye aur timer khatam hone se pehle sahi naam chuniye. Galat jawab pe fuse ud jaata hai! 38 symbols, 3 modes, phone pe bhi chalta hai.

Game shuru karein

Videos

Video se seekhiye

Railway technical topics Hindi mein, Vikram Railway Technical par.